Baarishee….

Aksar jab barish ati h to uhi man me na Jane kitne ankhaiye jajbaat ane lgte h lagta h jaise mohobbat hone ko h humre ander ki heroin ka nachne ka gane ka man krne lgta h aachanak koi nya aahsaas chalage Marne lgta h single hokr bhi pyar me hone ka ahsaas dilati h ye barishe uhi apni hawaoo me bandh leti h hum uhi pyar ki mehak se jakar leti h aur hum uhi behkane lgte h.Ye barishe bhi Hume apne aagaush me lekr khud badalo me chip jati h……

Leave a Reply

Create your own website, free on WordPress.com.Create your own website.
Start free